Home Podcasts The Horror Show by Karnik
The Horror Show by Karnik

The Horror Show by Karnik

Hindi Horror kahaniyan jo science aur logic dono ko tod deti hain. 123 Episodes Jun 27, 2026

क्या आपको लगता है कि भूत-प्रेत सिर्फ कहानियों में होते हैं? मैं हूँ कार्तिक, और मेरे पास हैं वो सच जो आप शायद कभी सुनना ही न चाहें। असली स्थान, असली लोग, असली घटनाएँ – जहाँ विज्ञान भी असफल हो जाता है। एक विधवा जो रात को अपने मरे हुए पति से बात करती है, एक परिवार जिसका 3 साल का बच्चा किसी 'काका' से बात करने लगता है, अस्पताल के वार्ड जहाँ मरीज खुद-ब-खुद डिस्चार्ज हो जाते हैं। ये सिर्फ कहानियाँ नहीं, ये वो अनुभव हैं जो आपकी नींद हमेशा के लिए उड़ा देंगे।

Episodes

Bhootiya Galiyara | Hindi Horror Story Jun 27, 2026 00:14:42 Ek aawaj, ek dar, aur ek haunted kahani – Satvi Manzil ka raaz khul raha hai. Kabhi socha hai ki ek building ka ek pura floor hamesha khaali kyun hota hai? Aur woh bhi 7th floor jaha sirf andhera hi nahi, ek bhayanak raaz bhi chhupa hai? Satvi Manzil ka Haunted Galriyara aapko le chalega ek aise safar par, jaha sach aur dar ke beech ki lakeer dhundhli ho jaati hai.Rahul, ek naye sheher ka sapna le
Bhootiya Basement Ne Harshit Ki Zindagi Badal Di | Hindi Horror Story Jun 20, 2026 00:19:19 18 saal se band tha wo darwaza, Jab khula — jo andar tha, wo bahar aa gaya.Harshit ki family ne sab kuch mitaya tha — ek insaan ka naam, uska chehra, uska existence. Socha tha — saaya bhi chala jaayega. Lekin wo nahi gaya.Agar aap horror stories, atmao ki kahaniyan, aur paranormal incidents ka shauk rakhte hain, to yeh kahani aapke rongte zaroor khade kar degi.Agar apke paas bhi koi story hai to R
Shaitani Gudiya | Hindi Horror Story Jun 14, 2026 00:22:23 Yeh kahani aapki neend chheen legi… Assam ke ek chhote se gaon mein, ek ladki ko khet mein ek purani gudia mili.Nishaan ajeeb the। Haath tuta tha। Aur andar...Kuch tha jo saalon se wahan tha. Raat hone se pehle sab theek tha. Raat hone ke baad — Riya, Riya nahi rahi. Ye kahani sirf ek gudia ki nahi. Ye us cheez ki hai jo zameen ne chhupa ke rakhi thi, Tees saal seIss suspense, thriller, aur horror
Pul Ke Peeche Khadi Woh Aurat Insaan Nahi Thi | Real Hindi Horror Story Jun 5, 2026 00:19:27 Socho... raat ke 2:36 baje tum ek sunsaan pul par khade ho, aur neeche andhere mein tumhe koi cheez nazar aaye. Curiosity mein tum us par ek patthar maar do... aur agle hi pal woh apna sar ghuma kar tumhari taraf dekh le.Rahul ke saath kuch aisa hi hua tha.Hathras ke ek chhote se gaon Barsai mein shuru hui yeh kahani pehle ek aam raat jaisi hi thi. Lekin ek purane pul par hui ek galti ne Rahul ki
23 February Ki Raat Avni Ka Horror Incident | Hindi Horror Story May 30, 2026 00:16:21 23 February ko Avni ke chacha chale gaye. Achanak. Aisa jaana jiske baare mein ghar mein koi baat nahi karta.Exams the. Padhai thi. Zindagi chalni thi.Par raat ke do baje — jab ghar khaali tha, jab sannata tha, jab sirf ek table lamp ki peeli roshni thi — Avni ne kuch dekha. Parde ke peeche ek saaya. Kitchen mein ek chehra. Aaine mein ek expression.Woh expression jo unka tha — par woh muskaan nahi
Is Haunted Lodge Me Ek Raat Bita Kar To Dekho | Hindi Horror Story May 23, 2026 00:24:32 Kabhi kabhi kuch raaten sirf safar nahi hoti… Garvit aur uski family ek raat Mathura ke liye nikalte hain — lekin bus ka kharab hona unhe le jaata hai ek lodge tak, jahan sab kuch hai... par kuch bhi normal nahi. Ek budhi aurat, uska chup rehne wala pati, ek warning:Raat mein darwaza mat kholna…Lekin jab ek musafir us warning ko ignore karta hai — to shuru hoti hai ek aisi raaz bhari raat, jo sapn
Bhootiya Diary Ki Ek Khaufnaak Kahani | Hindi Horror Story May 16, 2026 00:16:00 Faridabad ke ek purane rented flat me akeli rehne wali Aditi ko bed ke niche se ek purani diary milti hai. Pehle wo diary sirf uski loneliness ka sahara banti hai… lekin dheere-dheere us diary me aise sentences likhe milne lagte hain jo Aditi ne kabhi likhe hi nahi the.Ek normal notebook dheere-dheere uski poori zindagi ko control karne lagti hai.Jab Aditi ki friend Neha usse milne us flat me pahu
Ek Hotel Room… Aur Ek Roommate Jo Insaan Nahi Tha | Hindi Horror Story May 8, 2026 00:19:36 Bangalore ke ek saste hotel ke Room 307 mein Vinay ne sirf ek raat guzari thi… lekin us raat jo hua, usse woh aaj tak nahi bhool paya।Ek anjaan roommate.Poore raat ki baatein।Aur subah reception par pata chala — us room mein officially koi doosra guest tha hi nahi।Na register mein naam।Na CCTV mein entry।Na kisi staff ne usse dekha।Toh phir Vinay poori raat kis ke saath baitha tha?“Raat Bhar Ka Ro
Ananya Ne Window Se Ek Aatma Ko Latakte Dekha… Phir Woh Uske Saath.... | Hindi Horror Story May 2, 2026 00:25:19 Ananya, ek IT professional, Bangalore se Bhubaneswar shift ho rahi thi. Ek normal road trip… ek normal decision… aur ek normal hotel stay.Lekin Andhra Pradesh ke Rajahmundry ke ek hotel mein guzari ek raat ne uski zindagi hamesha ke liye badal di.Raat ko usne apni window ke bahar ek aurat ko latakte hue dekha.Usne ignore kiya.Phir raat 3 baje uske darwaze par knock hua…Aur darwaza kholne par bahar
Hauted Mystery of Room no. 308 Part 1-2 | Hindi Horror Story Apr 25, 2026 00:52:49 Hostel ke Room No. 308 ke baare mein ek hi warning thi — “Kabhi uss kamre ke paas bhi mat jaana…”Lekin Ravi, Kunal aur Aditya ne usse sirf ek mazaak samjha. Ek dare-game, YouTube content banane ka junoon, aur aatma bulaane wale mantra ka thrill… in sab ne unhe dhakel diya uss kamre ke andar, jahan saalon pehle Megha naam ki ek ladki ne kala jadu kiya tha — aur phir kabhi wapas zinda nahi aayi.Jo s
Maa Wapis Laut Aayi | Hindi Horror Story Apr 18, 2026 00:17:16 Aisha akeli rehti thi। Flat number 404। NoidaMaa do saal pehle mar gayi thi — achanak। Bina bataye। Aur Aisha ne us dard ko kabhi bahar nahi aane diya.Photo ulti karke rakhi th. Dupatta drawer mein band kar diya tha.Phir ek raat — uske doston ne ek prank kiya। Ek unknown number। Darwaze pe dastak Sab plan kiya hua Sab fake.Lekin jo us raat us flat ke andar hua — woh kisi ke plan mein nahi tha।2 ba
Kya Yakshini Sach Me Hoti Hai? | Hindi Horror Story Apr 10, 2026 00:19:40 Yeh kahani aapki neend chheen legi… aur shayad aapko apni hi reality par doubt karne par majboor kar degi. Dr. Aarav ne jo dekha… woh sirf ek sapna nahi tha. Woh ek Yakshini thi… jo unhe har raat mehsoos hoti thi.Kabhi aisa laga hai ki koi raat ke andhere mein aapka gala daba raha ho… lekin aankh khulti hai aur room khali hota hai? Yeh sirf imagination nahi hota… kuch aur bhi ho sakta hai.Aaj ki k

Recommended